Roman Urdu #71

MANQABAT HAZRAT ALLAMA MUFTI SHU’AIB RAZA ALAIHIR RAHMA

📜 Roman Urdu 🎵 4 Lines ⏱️ 1 Min Read ✨ Naat Shareef

Chor’ Kar Tum Yaka Yak Jahaañ Chale Basay

Ay Shu’aib e Na’eemi Kahaañ Chal Basay

Tum Nahiñ Ho To Sooni He Bazm e Sukhan

Tum Se Shadaab Thay Aagahi Ke Chaman